|
MAT
JAYA KARO NA
dekho tum is tarhan mat jaya karo na.
dekho tum mujhe mat bhulaya
karo na.
dekho main tumhare hoon muntazar.
mujhe youn na sataya karo na.
dekho main raahoon mein betha hoon .
yun nazroon ko rastoon pe na
bichwaya karo na.
meri tanhai bhi tere intizar mein hai .
in lamhoon ko mat rulaya karo
na.
meri dharkanein bhi lamhey ginti rehti hain.
tum is tarhan mujhe chhor keh
na jaya karo na.
har pal teri yaadoon mein gum ho jane ki
hasrat hai.
mere is dil ko mat thukraya
karo na.
tujh ko hi sirf chahne ki khuahish hai.
is ehsas ko mere mat uljhaya
karo na
dekho tum is tarhan mujhe chhor keh na jaya
karo na. |