|
Meri ankhon
pe marta tha
Meri ankhon pe marta tha
Meri baton pe hasta tha
Najaanay shaq tha kaisa
Mujhay khoney se darta
tha
Mujhay jab bhi woh milta tha
Yahi har baar kehta tha
Ager mei bhool jaon tho
Ager mei root jaon tho
Kabhi wapis na aaon tho
Bhula pao gay yeh sab
kuch
Yunhi hastay raho gay kya
Yunhi sajhtay raho gay
kya
Yahi batain hain bas us ki
Yahi yadein hain bas us
ki
Mujhay bas pata hai itna
Mujhay woh pyar karta tha
Mujhay khonay se darta
tha
|