|
Maine dekha
dewaano ko shaam k baad
Maine dekha dewaano ko shaam
k baad
Dhoond rahay thay weerano
ko shaam k baad
Maine us ka soogh banaya kuch aisa
khali rakha pemaano ko
shaam k baad
Tu hai suraj tujhay kya maloom raat ka dukh
Tu kisi roz meray ghar
uthar shaam k baad
|