|
Abhi maslihat
ka maqaam hai
Abhi maslihat ka maqaam hai
Abhi kafilon ka kayam hai
Abhi maslihat ka maqaam hai
Abhi kafilon ka kayam hai
Abhi maslihat ka maqaam hai
Abhi kafilon ka kayam hai
Abhi maslihat ka maqaam hai
Abhi kafilon ka kayam hai
Abhi maslihat ka maqaam hai
Abhi kafilon ka kayam hai
Abhi maslihat ka maqaam hai
Abhi kafilon ka kayam hai
Abhi dastaras mei hai zindagi
Abhi chasm-e-num mei hai roshni
Abhi naqs-e-pa ka saboot hai
Abhi kuch he daer ki baat hai
Abhi waqt hai mujhay chorr de
Abhi gardd rah se hati nahi
Abhi kirciyon mei batay nahi
Abhi har nazar haseen hai
Abhi subh-e-nou ka yaqeen hai
Abhi marhalay hain bohat karay
Abhi hum kinaron pe hain kharay
Yeh safar nahi hai azaab hai
Yahan har qadam pe saraab hai
Jahan bad gumani ka raaj hai
Abhi hosh khone k din nahi
Abhi teray rone k din nahi
Abhi waqt hai mujhay chour de
Abhi sari nagri andher hai
Abhi din nikalne mei dear hai
Abhi sara saher hai bekhaber
Abhi waqt hai mujhay chorr de |